03:16Yeh Sheeshe Yeh Sapne - Lyrical | Khudai | Rajesh Khanna | Jagjit Singh | 90s Sad Songs Hindi
From the creator
💔✨ Feel the pain and longing in Yeh Sheeshe Yeh Sapne, a soul-stirring 90s sad song sung by the legendary Jagjit Singh. With Rajesh Khanna’s heartfelt expressions and deep emotions, this song is a timeless melody of heartbreak. 💖 Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Details : Song name: Yeh Sheeshe Yeh Sapne Singer : Jagjit Singh Music Director: Jagjit Singh Lyricist: Sudarshan Faakir Movie Details : Cast : Rajesh Khanna, Madhavi, Deepika Producer: Usman Khan Director: Johny Bakshi Lyrics : Yeh Sheeshe Yeh Sapne Yeh Rishte Yeh Dhaage Kise Kya Khabar Hai Kaha Toot Jaye Yeh Sheeshe Yeh Sapne Ye Rishte Ye Dhaage Kise Kya Khabar Hai Kaha Toot Jaye Mohabbat Ke Dariya Mein Tinke Wafa Ke Na Jane Yeh Kis Mod Par Doob Jaye Ajab Dil Ki Wadi Ajab Dil Ki Basti Har Ek Mod Mausam Nayi Khwahishon Ka Ajab Dil Ki Wadi Ajab Dil Ki Basti Har Ek Mod Mausam Nayi Khwahishon Ka Lagaye Hai Humne Bhi Sapno Ke Paudhe Magar Kya Bharosa Yaha Baarishon Ka Murado Ki Manzil Ke Sapno Mein Khoye Mohabbat Ki Raahon Pe Hum Chal Pade The Zara Door Chal Kar Jab Aankhe Khuli Toh Kadi Dhoop Mein Hum Akele Khade The Jinhe Dil Se Chaha Jinhe Dil Se Pooja Nazar Aa Rahe Hai Wahi Ajnabee Se Jinhe Dil Se Chaha Jinhe Dil Se Pooja Nazar Aa Rahe Hai Wahi Ajnabee Se Rawayat Hai Shayad Yeh Sadiyon Purani Shikayat Nahi Hai Koi Zindagi Se #90s #hindisongs #bollywoodsongs #tipsofficial #lovesongs #90severgreen #90shindisongs Join Us On:
Published 2025-02-08 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





