tubeshowcase●1,676,195 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:22

Yeh Raatein Yeh Mausam | Dilli Ka Thug | Kishore Kumar | Asha Bhosle | Shailendra

Saregama Music ↗

From the creator

This is your late-night mood ❤️ 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Song: Yeh Raatein Yeh Mausam Artist: Kishore Kumar, Asha Bhosle Music Director: Ravi Lyricist: Shailendra Lyrics: Yeh raaten yeh mausam Nadee ka kinara, ye chanchal hawaa Aa.. aa... Yeh raaten yeh mausam Nadee ka kinara, ye chanchal hawaa Kahaa do dillon ne Ki milkar kabhi hum na honge jooda Yeh raatein yeh mausam Nadee ka kinaara, ye chanchal hawaa Ye kya baat hai aaj ki chandani me Ye kya baat hai aaj ki chandani me Ke hum kho gaye pyar ki raagani me Ye baahon mein baahen, ye behki nigaahe Lo aane lagaa zindagi ka mazaa Ye raatein, yeh mausam Nadee ka kinara, yeh chanchal hawaa Sitaaron ki mehfil ne karke ishaara Sitaaron ki mehfil ne karke ishaara Kahaa ab toh saara jahaan hai tumhaara Mohabbat jawaan ho khula aasmaan ho Kare koyi dil arzu kya Yeh raatein yeh mausam Nadee ka kinara, yeh chanchal hawaa Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe Kasam hai tumhe tum agar mujhse ruthe Rahe saans jab tak yeh bandhan na toote Tumhe dil diya hai yeh waada kiya hai Sanam main tumhaari rahungi sadaa Ye raatein yeh mausam Nadee ka kinaara, yeh chanchal hawa Kahaa do dilon ne Ke milkar kabhi hum na honge jooda Ye raaten yeh mausam Nadee ka kinara ye chanchal hawa #YehRaateinYehMausam #dillikathug #kishorekumar #ashabhosle #saregamamusic Learn to sing in Sur with Padhanisa by Saregama. Download the app now and start your Riyaaz today - https://sarega.ma/pdns To Listen To The Song

Published 2026-09-19 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music