59:36Tujhse Naraz Nahin Zindagi | Masoom | Lata Mangeshkar | R.D. Burman | Gulzar
From the creator
Revisit the timeless emotion of Tujhse Naraz Nahin Zindagi from Masoom — a melody that beautifully captures life’s tender questions and bittersweet moments. 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Album: Masoom Singer: Lata Mangeshkar Lyricist: Gulzar Music Director: R.D. Burman Lyrics: Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi Hairaan Hoon Main Hoo Hairaan Hoon Main Tere Masoom Sawaalon Se Pareshaan Hoon Main Hooo Pareshaan Hoon Main Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi Hairaan Hoon Main Hoo Hairaan Hoon Main Tere Masoom Sawaalon Se Pareshaan Hoon Main Hoo Pareshaan Hoon Main Jeene Ke Liye, Sochaa Hi Nahi Dard Sambhalne Honge Jeene Ke Liye, Sochaa Hi Nahi Dard Sambhalne Honge Muskuraaye To, Muskuraane Ke Karz Utarne Honge Hooo Muskuraauun Kabhii , To Lagataa Hai Jaise Honthon Pe… Karz Rakhaa Hai Hoo Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi Hairaan Hoon Main Hoooo Hairaan Hoon Main Zindagii Tere, Gham Ne Hamein Rishte Naye Samajhaaye Zindagii Tere, Gham Ne Hamein Rishte Naye Samajhaaye Mile Jo Hamein, Dhoop Mein Mile Chaanv Ke Thande Saaye Ho Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi Hairaan Hoon Main Hooo Hairaan Hoon Main Aaj Agar, Bhar Aai Hain Boondein Baras Jaayengi Aaj Agar, Bhar Aai Hain Boondein Baras Jaayengi Kal Kyaa Pataa, Inke Liye Aankhein Taras Jaayengi Hooo Jaane Kab Gum Hua… Kahaan Khoyaa… Ek Ansoo… Chhupa Ke Rakhaa Thaa Ho Tujhse Naaraaz Nahiin Zindagi Hairaan Hoon Main Hooo Hairaan Hoon Main Tere Masoom Sawaalon Se Pareshaan Hoon Main Hooo Pareshaan Hoon Main… Hooo
Published 2025-12-06 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





