tubeshowcase●1,682,510 videos♡ My collection 0
← Music

Music05:10

Tujhe Bulayen Yeh Meri Bahen - Lata Mangeshkar - Ram Teri Ganga Maili [1985]

Saregama Music ↗

From the creator

Ram Teri Ganga Maili [1985] Stars Mandakini,Rajiv Kapoor and Divya Rana. Directed by Raj Kapoor. Music by Ravindra Jain. Movie: Ram Teri Ganga Maili Singer : Lata Mangeshkar Music : Ravindra Jain Lyrics: Ravindra Jain Label : Saregama India Limited Year : 1985 For more updates Follow us on Facebook: http://www.facebook.com/Saregama For More Latest Videos log on & subscribe to our main channel http://www.youtube.com/saregamaindia Follow us on Twitter: http://twitter.com/Saregamaindia For Mobile download Visit : mobile.saregama.com Lyrics - Tujhe bulaaye yeh meri baahen Na aaisi ganga kahi milegi Main tera jeevan main teri kismat Ke tujhko mukti yahi milegi Mere hi paas tujhe aana hain Tere hi saath mujhe jaana hain Mere hi paas tujhe aana hain Tere hi saath mujhe jaana hain Ganga yeh teri hain Phir kaisi deri hain aaja re Aaja re ab aa bhi jaa Tu aa bhi jaa o o o aa bhi jaa Pahadiyon ki bulandiyon se Kabhi kanaro ki darmiyaan se Kabhi nazar se kabhi zubaan se Tujhe pukara kaha kaha se Tu jiski khoj mein aaya hain Woh jisne tujhko bulaya hain Tu jiski khoj mein aaya hain Woh jisne tujhko bulaya hain Parvat ke peechhe hain Jharne ke peechhe hain aaja re Aaja re ab aa bhi jaa Tu aa bhi jaa o o o a bhi jaa Kohre ki chaadar lapete hoon Paani mein khud ko samete hoon Kohre ki chaadar lapete hoon Paani mein khud ko samete hoon Baahon ke ghere mein Mann ke basere mein aaja re Aaja re ab aa bhi jaa Tu aa bhi jaa o o o a bhi jaa Suno toh ganga yeh kya sunaye Ke mere tatt par woh

Published 2014-02-07 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music