47:57Tu Hain Toh Main Hoon - Eclipsa Audio | Sky Force | Akshay, Sara, Veer,Tanishk, Arijit Singh, Afsana
From the creator
Tu Hain Toh Main Hoon now in Eclipsa Audio π§ Experience the track like never before with immersive, surround sound vibes. π Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Song name - Tu Hain Toh Main Hoon Singer - Arijit Singh , Afsana khan Music - Tanishk Bagchi Lyrics - Irshad kamil Starcast - Veer Pahariya, Sara Ali Khan Inspired by / Contains Elements from: βBehet Ghol Midamβ by Mohsen Yeganeh Original Song by: Mohsen Yeganeh Project Manager: Shahram Norz Lyrics: Subhe subhe subhe subhe teri yaadein Subhe subhe subhe subhe din bana de Tu meri kheedkiyo pe bikhre din banke Tu mujhpe dhoop sa hai girta chan chan ke Chan chan ke Tu ishq hai toh main baahon mein hoon Baahon mein hoon toh panaahon mein hoon Kajal hoon toh main nigahon mein hoon Tu hain toh main hoon Kasme vaade kyun tu hain toh main hoon Bas main tera hoon tu hain toh main hoon Seene pe likh loon tu hain toh main hoon Tu hain toh main hoon Antara: Ek mutthi khwahishon ki tere aage khol ke Zindagi bhar chup rahoonga baatein dil ki bol ke Na tere saaye pe bhi aaye koi aanch dua maangoon Main sadke main tere apni khushi de doonga tol ke Tu rang mein, teri pehchaan hoon Pehchaan hoon, main teri jaan hoon Main koi tera hi armaan hoon Tu hain toh main hoon Jhoothe Judaiyan Jhoothe bichhode Yaad kisi ka haath na chhode Yaad kahe yeh humse aksar Tu hain toh main hoon #tuhaintohmainhoon #skyforce #saregamamusic #arijitsingh #akshaykumar #veerpahariya #saraalikhan #afsanakhan #tanishk
Published 2026-09-18 Β· Watch on YouTube β
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





