04:19Tanha Tanha Yahan Pe Jeena - Lyrical | Rangeela | AR Rahman | Urmila, Jackie Shroff | Asha Bhosle
From the creator
Gaze at 'Urmila Matondkar' & 'Jackie Shroff's oomphy track 'Tanha Tanha Yahan Pe Jeena' from the superhit film 'Rangeela' also starring along 'Aamir Khan'. Enjoy the song in the husky vocals of 'Asha Bhosle'. Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Credits: Singer(s): Asha Bhosle Music Director: A. R. Rahman Lyrics Writer: Mehboob Movie Cast & Credits Starcast: Aamir Khan, Jackie Shroff, Urmila Matondkar Film Director: Ram Gopal Verma Producer: Ram Gopal Verma Lyrics: Tanha tanha yahan pe jeena, yeh koi baat hai Koi saathi nahin tera yahan to, yeh koi baat hai Kisi ko pyaar de de, kisi ka pyaar le le Is saare zamaane mein yehi pyaari baat hai Tanha tanha yahan pe jeena, yeh koi baat hai Koi saathi nahin tera yahan to, yeh koi baat hai Kisi ko pyaar de de, kisi ka pyaar le le Is saare zamaane mein yehi pyaari baat hai Tanha tanha yahan pe jeena, yeh koi baat hai Kisi ka to sapna ho aankhon mein teri Koi dilbar to ho baahon mein teri Koi to bane hamsafar raahon mein teri Koi to bane hamsafar raahon mein teri Yeh zindagi to vaise ek saza hai Saath kisi ka ho to aur yeh maza hai Tanha tanha yahan pe jeena, yeh koi baat hai Koi saathi nahin tera yahan to, yeh koi baat hai Kisi ko pyaar de de, kisi ka pyaar le le Is saare zamaane mein yehi pyaari baat hai Tanha tanha yahan pe jeena, yeh koi baat hai Zameen aasmaan se voh kuch keh rahi hai Lahere bhi saahil se kuch keh rahi hai Chaandni bhi cha
Published 2024-07-07 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





