tubeshowcase●1,678,069 videos♡ My collection 0
← Music

Music04:43

Tafseel By Farhan Gilani | Zeeshan Rafique | Atif Ali | A Tips Original Creation

Tips Official ↗

From the creator

Experience a journey of falling in love with a Tips Original Creation, 'Tafseel' in the refreshing vocals of Farhan Gilani. Penned by Zeeshan Rafique wherein Music composed by Atif Ali. Stay updated with latest videos from Tips Music, Subscribe on below link. https://bit.ly/TipsOfficial Available On: Saavn: http://bit.ly/2subWBY Gaana: https://gaana.com/album/tafseel Amazon: https://amzn.to/2Y77On8 Song Credits: Artist: Farhan Gilani Music: Atif Ali Mix & Mastered at "Playback Lounge Dubai" Lyrics: Zeeshan Rafique, Atif Ali, Farhan Gilani Video Shot & Directed by: Toro Films Song Lyrics: Jahan Mein Pyar Aur Mehr O Wafa Ki Reet Hai Jab Tak Tumhare Waste Waqf Hain Meri Chahatein Tab Tak Jahan Mein Pyar Aur Mehr O Wafa Ki Reet Hai Jab Tak Tumhare Waste Waqf Hain Meri Chahatein Tab Tak Mere Har Roz Ki Har Ek Baat Ke Har Pehlo Ka Unwaan Ho Mere Unwaan Ki Har Ek Kahani Ka Tum He Aghaz Ho Tu Rasta Tu Manzil Tu Aasaan Tu Hi Mushkil Tu Ishq Hai Tu Mohabbat Tu Hi Khoona Tu Hi Haasil Mein Ishq Ki Woh Saada Ban Gaya Houn Jise Sune Jahan Sune Aasmaan Mein Pyar Ki Woh Dua Ban Gaya Houn Jise Mile Jahan Mile Aasmaan Haathoun Ki Lakeeroun Se Nazarein Jo Ulajh Jayein Tere Pyar Ki Tehreerein Meri Kismet Ban Jayein Mere Dil Ki Har Ek Khuwahish Tujh Mein Youn Simat Jayein Teri Bahoun Ke Yeh Ghehre Mujhse Jo Lipat Jayein Mein Kisaa Houn Mukhtasar Mera Silsila Taweel Tum Mere Unkahe Alfaaz Ki Ek Unsunii Tafseel Tum Mein Ishq Ki Woh Saada Ban Gaya Houn Jise Sune Jahan Sune Aasmaan

Published 2019-12-02 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music