03:23Sagar Sang Kinare Hai - Vijaypath | Tabu & Ajay Devgn | Kumar Sanu & Alka Yagnik | Anu Malik
From the creator
Watch the song 'Sagar Sang Kinare Hai' from the movie 'Vijaypath'. Song Credits: Singer(s): Kumar Sanu & Alka Yagnik Music Director: Anu Malik Lyricist: Shaily Shailendra Movie Cast & Crew: Producer: Dhirajlal Shah Director: Farogh Siddiqui Cast: Ajay Devgn, Tabu, Amrish Puri & Aruna Irani Song Lyrics: Sagar Sang Kinare Hai Phoolon Sang Bahare Hai Ho Sagar Sang Kinare Hai Phoolon Sang Bahare Hai Aise Hi Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai Ha Hum Tumhare Hai Sagar Sang Kinare Hai Phoolon Sang Bahare Hai Ha Sagar Sang Kinare Hai Phoolon Sang Bahare Hai Aise Hi Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai Ha Hum Tumhare Hai Dil Jo Hamara Tha Kal Tak Kyu Ye Kisika Hone Laga Kiske Tassabur Me Din Rain Ab Ye Dil Khone Laga Ho Pehali Nazar Ke Pehale Pyar Ka Dekho Hak Ada Karna Meri Kasam Hai Tumko Sanam Dil Se Na Juda Karna Dil Se Na Juda Karna Hum Tum Dono Sang Rahenge Jaise Chand Tare Hai Oh Hum Tum Dono Sang Rahenge Jaise Chand Tare Hai I Promise Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai Ha Hum Tumhare Hai Hum Hai Tum Ho Aur Ye Dekho Rang Birangi Waadi Hai Barish Ke Thande Mausam Me Aur Bhi Aag Lagadi Hai Darr Lagta Hai In Baato Se Rehna Door Jaruri Hai Tan Man Jab Tak Dono Milena Pyar Ki Pyas Adhuri Hai Pyar Ki Pyas Adhuri Hai Pyar Ki Bazi Me Rab Jane Kya Jeete Kya Hare Hai Oh Pyar Ki Bazi Me Rab Jane Kya Jeete Kya Hare Hai Ye Janam Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai Ha Hum Tumhare Hai Sagar Sang Kinare Hai Phoolon Sang Bahare Hai Aise Hi Tum Mere Ho Aur Hum Tumhare Hai Ha Hum Tumhare Hai To do
Published 2011-08-24 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





