tubeshowcase●1,685,243 videos♡ My collection 0
← Music

Music05:36

Saawan Ki Boondein - Raj Barman | Mohsin Khan, Priyanka Khera | Rashid Khan | Zee Music Originals

Zee Music Company ↗

From the creator

👉🏻 SUBSCRIBE to Zee Music Company - https://bit.ly/2yPcBkS Song: Saawan Ki Boondein (Raj Barman Version) Singer: Raj Barman Music: Rashid Khan Lyrics: Rashid Khan Lyrics: Mukda-1 Inaayat Aisi Hui Mujh Par Dua Banke Mila Hai Tu Kiye Sajde Ada Rab Ke Meri Chahat Ka Sila Hai Tu Asar Tera Hai Iss Qadar Baraste Saawan Ki Boondein Mujhe Yaad Aati Hai Aksar Jo Tere Sang Bitaaye Pal Rahenge Yaad Sada Dilbar Antra-1 Bechainiyon Mein Bhi Chain Aaya Jabse Qareeb Maine Tujhko Hai Paaya Meri Subah Hai Roshan Tujh Se Saath Mere Rehna Tu Banke Saaya Phira Main Kis Tarah Dar Dar Tujhe Paane Ko Humsafar Baraste Saawan Ki Boondein Mujhe Yaad Aati Hai Aksar Jo Tere Sang Bitaaye Pal Rahenge Yaad Sada Dilbar Antra-2 Meri Zindagi Ka Lamha Hai Tu Woh Jis Ko Guzara Maine Khushi Se Tujhe Dekh Kar Hi Mujhe Pyaar Aaye Ishq Kiya Hai Maine Tujhi Se Meri Khush Haal Duniya Mein Tere Liye Pyaar Beshumaar Baraste Saawan Ki Boondein Mujhe Yaad Aati Hai Aksar Jo Tere Sang Bitaaye Pal Rahenge Yaad Sada Dilbar Music on Zee Music Company Connect with us on : Twitter - https://www.twitter.com/ZeeMusicCompany Facebook - https://www.facebook.com/zeemusiccompany Instagram - https://www.instagram.com/zeemusiccompany YouTube - http://bit.ly/TYZMC

Published 2024-08-05 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music