tubeshowcase●1,685,410 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:27

Raat Kali Ek Khwaab Mein Aai | SANAM | Lyrical Video | Recreation | Cover Song

Saregama Music ↗

From the creator

Sing along with SANAM on the popular Bollywood retro song "Raat Kali Ek Khwab Mein Aai" from the movie "Buddha Mil Gaya". This song was originally sung by the Legend "Kishore Da", music composed by "R.D. Burman" and lyrics by "Majrooh Sultanpuri". Song Credits: Song: Raat Kali Ek Khwab Men Aai Artist: SANAM Music Rearranger SANAM Original Credits: Artist Kishore Kumar Music Director: R.D. Burman Lyricist: Majrooh Sultanpuri #SaregamaMusic #SANAM #RaatKaliEkKhwabMeinAai #Recreation Lyrics: Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi) * 2 Subah ko jab hum neend se jaage, aankh tumhi se chaar huyi Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi… Chaahe kaho isse, meri mohabbat, chaahe hansee mein udaa do Ye kya hua mujhe, mujhko khabar nahin, ho sake, tum hi bataa do) * 2 Tum ne qadam toh, rakha zameen par, seene mein kyon jhankaar huyi Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi… Aankhon mein kaajal, aur laton mein, kaali ghataa ka baseraa Saanvali soorat, mohni moorat, saavan ruth ka saveraa) * 2 Jabse ye mukhdaa, dil me khila hai, duniyaa meri gulzaar huyi Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi… Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi Subah ko jab hum neend se jaage, aankh tumhi se chaar huyi Raat kali ek khwaab mein aayi, aur gale ka haar huyi. Saregama India Limited, A RPSG Group Company To buy the original and virus free track, visit www.saregama.com Follow us on: YouTube: http://www.youtube.com/saregamamusic

Published 2021-07-14 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music