04:35Paradox - WAQT | Audio
From the creator
Some endings donβt need closure, only acceptance. β¨ Waqt is a quiet return to stillness, where every journey finds its way home. π€ π Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Singer: Paradox Lyrics & composition: Paradox Music: AN1K8T Mix: Hanish Taneja Lyrics: (Yeah, yeah, yeah Yeah, yeah , yeah Hmm mhm hmm Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya raaton me raha) Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya raaton me raha Ae waqt theher jaa zara Abhi unko main padh na saka Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya aankho ne kaha Aankho ne kaha tha aankho se Ki baatein karte rahenge Zubaan tumhaari aankho ne di thi To tauheen na karo Nikal jaate hain aaj bhi, unhi raahon pe raaton me Pata hai nahi miloge tum Kya karein? Hain shaukeen aakrosh! Kaash roz tumhe bata diya hota Ki nashe ne nahi Tumhaare intezaar ne mera ye haal kiya hai Kaash roz tumse tumhaara haal puchhne ke saath saath Bata diya hota ki mera bhi haal kya hai Kaash, tum samajh paate ki sawaal the Par fikr thi unke Peechhe Kaash, tum jawaab me bas itna keh dete Ki sawaal pasand nahi the tumhe! Ae waqt theher jaa zara Abhi unse na milna hua Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya raaton me raha Ae waqt theher jaa zara Abhi unko main padh na saka Thodi yaadein reh gayi Thodi baatein reh gayi Jaane kya aankho ne kaha K
Published 2026-10-13 Β· Watch on YouTube β
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





