1:16:50Papa - Audio | Akhil Sachdeva | Celebrating Father's Day
From the creator
This Father’s Day, celebrate the bond that shaped your world. Papa by Akhil Sachdeva is a heartfelt tribute to every father — a song that says it all.💜 Credits : Song: Papa Album: Nasha Singer, Music Director, Lyricist: Akhil Sachdeva Lyrics: Pyaare pyaare papa meri ungli pakad Mujhe raah pe chalna sikhaye Dekhein meri aankhon mein jo, thaame meri baahein Mujhe hans ke seene se lagaaye Pyaare pyaare papa meri ungli pakad Mujhe raah pe chalna sikhaye Dekhein meri aankhon mein jo, thaame meri baahein Mujhe hans ke seene se lagaaye Main unki raajdulaari Chhoti si hai yeh duniya humari Main jab bhi aansu bahaun La dete Papa khushiyan saari Papa, o mere papa Sabse pyaare mere papa Papa, o mere papa Sabse pyaare mere papa Subha subha mujhe Papa jagaaye Choom ke woh paas bulaaye Apne haathon se khana khilaaye Sapnon ki duniya ki sair karaaye Main unki raajdulaari Chhoti si hai yeh duniya humari Main jab bhi aansu bahaun La dete Papa khushiyan saari Papa, o mere papa Sabse pyaare mere papa O, papa, o mere papa Sabse pyaare mere papa Apne sapnon ko bhool kar Saara jahaan la dete mujhe Apni khushiyon ko chhod kar Kehte hain ke "sab paana hai tujhe" Main unki raajdulaari Chhoti si hai yeh duniya humari Main jab bhi aansu bahaun La dete Papa khushiyan saari Papa, o mere papa Sabse pyaare mere papa Papa, o mere papa Sabse pyaare mere papa Ek din Papa door gaye Aisa laga ke mujhe bhool gaye Mehsos kiya Papa kitne zaroori Papa bina hai meri duniya adhuri Phir saamne se Papa daud ke aaye H
Published 2026-06-21 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





