tubeshowcase●1,676,034 videos♡ My collection 0
← Music

Music04:12

Nakhrewali Hamari Dulhaniya Hai - Lyrical | Anokha Bandhan | Jitendra | Amit Kumar | 90s Hindi Song

Tips Official ↗

From the creator

Relive the charm of the 90s era with the lyrical video of Nakhrewali from Anokha Bandhan! 💖 Featuring the ever-stylish Jeetendra, this peppy track is brought to life by the energetic voice of Amit Kumar! 🎤🎵 Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song: Nakhrewali Movie: Anokha Bandhan Singer: Amit Kumar Music Composer: Usha Khanna Lyrics: Nida Fazli Lyrics: Nakhre Wali Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai Hum Pakaye Aur Khaye Woh Jab Jagaye So Jaye Woh Hume Woh Sataye Hum Bulaye Woh Na Arey Haye Haye Haye Haye Dekho Kaisi Yeh Nyari Dulhaniya Hai Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai Are Dhoop Chade Tak Sokar Jage Din Bhar Woh Sustaye Leti Leti Khatiya Tode Baithi Baithi Khaye Humri Patni Hokar Bhi Woh Humri Patni Hokar Bhi Woh Humpe Hukam Chalaye Arey Haye Haye Haye Haye Aisi Aafat Aisi Aafat Aisi Aafat Ki Mari Dulhaniya Hai Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai Jabse Byah Rachaya Humne Din Mein Dekhe Taare Ghar Mein Jodu Hote Bhi Bhatke Dware Dware Sasuri Ko Jo Daat Pilaye Sasuri Ko Jo Daat Pilaye Toh Sala Aakar Mare Arey De Ghumake Chu Arey De Dhanadan Do Dhari Do Dhari Do Dhari Katari Dulahniya Hai Nakhre Wali Hamari Dulhaniya Hai Bhul Ke Apna Kurta Dhoti Missi Kajal Laye Pan Gilori Kha Nahi Paye Sadi Use Dilaye Sone Se Pehle Do Ghante Sone Se Pehle Do Ghante Are Sone Se Pehle Do Ghante Uske Pair Dabaye Arey Dhut Dhut Nar Jaisi Nar Jaisi Nar Jaisi Yeh Nari Dulhaniya Hai

Published 2025-01-27 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music