03:17Mere Rang Mein Rangne Wali | Maine Pyar Kiya | S. P. Balasubrahmanyam | Raamlaxman | Asad Bhopali
From the creator
Relive the timeless romance of Mere Rang Mein Rangne Wali from Maine Pyar Kiya — a melody that still warms the heart. 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Movie: Maine Pyar Kiya Singer: S. P. Balasubrahmanyam Music: Raamlaxman Lyrics: Asad Bhopali Lyrics: Mere rang me rangne waali, pari ho ya ho pariyo ki rani ya ho meri prem kahaani, mere sawalo ka jawaab do, do na mere rang me rangne waali, pari ho ya ho pariyo ki rani ya ho meri prem kahaani, mere sawalo ka jawaab do, do na bolo na kyo ye chand sitare, takte hai yu mukhde ko tumhare bolo na kyo ye chand sitare, takte hai yu mukhde ko tumhare chhuke badan ko hava kyo mehki, raat bhi hai kyo behki behki mere sawalo ka jawaab do, do na kyo ho tum sharmaayi hui si, lagti ho kuchh ghabraayi hui si kyo ho tum sharmaayi hui si, lagti ho kuchh ghabraayi hui si dhalka hua sa aanchal kyo hai, ye mere dil me hulchul kyo hai mere sawalo ka jawaab do, do na dono taraf benaam si uljhan, jaise mile ho dulha-dulhan dono taraf benaam si uljhan, jaise mile ho dulha-dulhan dono ki aisi haalat kyo hai, aakhir itni muhabbat kyo hai mere sawalo ka jawaab do, do na mere rang me rangne waali, pari ho ya ho pariyo ki rani ya ho meri prem kahaani, mere sawalo ka jawaab do #mererangmeinrangnewali #mainepyarkiya #saregamamusic #salmankhan #spbalasubrahmanyam #mainepyarkiya Learn to sing in Sur with Padhanisa by Saregama. Download the app now and start your Riyaaz today - https://sarega.ma/pdns To Listen To
Published 2025-12-08 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





