tubeshowcase●1,683,182 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:11

Mera Safar - Official Lyrical Video | iqlipse Nova | Mera Jo Safar Hai Wahi Mera Ghar Hai

Sony Music India ↗

From the creator

मेरा जो सफ़र है, वही मेरा घर है” 🌻❤️ Feel every word of Mera Safar by iqlipse Nova — a soulful journey about finding home in the path you choose and the moments you collect along the way. ✨ 🎵 Song Credits: Sung, Written & Composed by – Iqlipse Nova Music – Mohit Goyal #merasafar #iqlipsenova #lyricalvideo #hindisong #indiesong #indianindie #soulfulsongs Lyrics: Main chala akele raston pe aise jaise Mere peeche koi bhi na! Badhta main gaya aise jaise Mujhe koi bhi na rok saka! Wo dhund rahe dekho manzil, Maine maana raston ko apna jahan, Kabhi koi noch kharoch k bhaage, Kabhhi koi puche kya tera pata.. Mera jo Safar hai, Wahi mera ghar hai, Mujhko na duniya ki hai parwah, Main hun wo musafir, Chalta rahe jo, Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan. Mere jo hai sapne, Wahi mere apne, Mujhko na duniya ki hai parwah, Main hun wo musafir, Chalta rahe jo, Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan. Logo ne bola in raston pe jana nahi, Khabon k peeeche jake kuch bhi hai paana nahi… Dekho zamana, main purana hu musafir, Zindagi - aise kaise kal ka thikana nahi..! Paya hai jabse khudko, pani sa main behna chahun, Darta na lehro se main, badalon mein rehna chahun, Choo lun main aasaman, sitaron se ye kehna chahun… Tujhko ye hai na pata... Mera jo Safar hai, Wahi mera ghar hai, Mujhko na duniya ki hai parwah, Main hun wo musafir, Chalta rahe jo, Chahe roke-toke mujhe koi bhi yahan. Mere jo hai sapne, Wahi mere apne, Mujhko na duniya ki hai parwah, Main hun wo musafir, Chalta rahe j

Published 2026-08-09 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music