03:01Meaning of Jashn-E-Bahaaraa - @GoWithSameer | Hritik, Aishwarya | AR Rahman, Javed | Jodha Akbar
From the creator
Discover the meaning of the song Jashn-E-Bahaaraa— Sung by Javed Ali and composed by A.R. Rahman from the film Jodhaa Akbar with @GoWithSameer #jashnebahara #arrahman #javedali #sameer #hrithikroshan #aishwaryaraisongs #javedakhtar #meaningofsongs Song Details: Name: Jashn-E-Bahaaraa Composer: A.R. Rahman Singer: Javed Ali Lyrics: Javed Akhtar Lyrics: Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekh ke hairan hai Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekh ke hairan hai Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein Saare sehme nazaare hain Soye soye waqt ke dhaare hain Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain O ho, kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekh ke hairan hai Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein Kaise kahein kya hai sitam sochte hain ab yeh hum Koyi kaise kahe woh hai ya nahin humaare Karte toh hai saath safar phaasle hain phir bhi magar Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinaare Paas hain phir bhi paas nahee humko yeh ghum raas nahin Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan Saare sehme nazaare hain Soye soye waqt ke dhaare hain Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein Humne jo tha nagma suna dil ne tha usko chuna Yeh daastaan hamein waqt ne kaisi sunayi Hum jo agar hai ghumgeen woh bhi udhar khush toh nahin Mulaqaaton mein hai
Published 2025-05-30 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.



![[Playlist] 힙합은 기세다. YG HIPHOP ARCHIVE | 1997-2026](https://i.ytimg.com/vi/u33Nma8tW5A/hqdefault.jpg)

