1:01:12Main Jahaan Rahoon - Lyrical Video | Akshay Kumar, Katrina K | Himesh Reshammiya | Namastey London
From the creator
Presenting the lyrical video of the soulful track "Main Jahaan Rahoon" from the hit Bollywood movie Namastey London, featuring the perfect chemistry of Akshay Kumar and Katrina Kaif. #mainjahaanrahoon #akshaykumar #katrinakaif #namasteylondon #himeshreshammiya #javedakhtar #sadhindisong Song Credits Song Name: Main Jahaan Rahoon Singer: Krishna Beuraa Music: Himesh Reshammiya Lyrics: Javed Akhtar Song Lyrics Main jahaan rahoon Main kahin bhi hoon Teri yaad saaath hai Aaa aaa aaa aaa…. Main jahaan rahoon Main kahin bhi hoon Teri yaad saaath hai Kisi se kahoon Ke nahi kahoon Yeh jo dil ki baat hai Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai Par chhupke iss dil mein Tanhaayi palti hai Bas yaad saath hai Teri yaad saaath hai Teri yaad saaath hai Teri yaad saaath hai Main jahaan rahoon Main kahin bhi hoon Teri yaad saaath hai Kahin to dil mein yaadon ki Ek suli gad jaati hai Kahin har ek tasveer bhahut hi Dhondhli pad jati hai Koi nayi duniya ke naye Rango mein khush rehta hai Koi sab kuchh paake bhi Yeh mann hi mann kehta hai Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai Par chhupke iss dil mein Tanhaayi palti hai Bas yaad saath hai Teri yaad saaath hai Teri yaad saaath hai Kahin to beete kal ki jadein Dil mein hi utar jaati hai Kahin jo dhage tute to Malaayen bikhar jaati hai Koi dil mein jagah nayi Baaton ke liye rakhta hai Koi apni palko par Yaadon ke diye rakhta hai Kehne ko saath apne ek duniya chalti hai Par chhupke iss dil mein Tanhaayi palti hai Bas yaad saath hai Te
Published 2025-03-17 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

![DUX - Dancin [Drum & Bass | Monstercat]](https://i.ytimg.com/vi/By-IPoVNLPY/hqdefault.jpg)



