tubeshowcase●1,676,763 videos♡ My collection 0
← Music

Music04:19

Main Agar - Synthwave Remix (Visualiser) | Atif Aslam | Salman Khan | Pritam | Tubelight

Sony Music India ↗

From the creator

Fall in love with Main Agar all over again. Experience this timeless melody in a mesmerizing Synthwave Version.Featuring the soulful vocals of Atif Aslam, giving the beloved romantic melody a fresh and nostalgic feel. 🎶 Put on your headphones, relax, and immerse yourself in this unique fusion of Bollywood and Synthwave. #mainagar #tubelight #atifaslam #amitabhbhattacharya #salmankhan #sohailkhan #pritamchakraborty Music-Pritam Lyrics- Amitabh Bhattacharya Singer- Atif Aslam Lyrics :- Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Hawaaon se chura ke laaun raagini Na poori ho sakegi unse magar teri kami Main agar nazaron se chura ke laaun rangatein Mazaaron se chura ke laaun barqatein Na poori ho sakegi unse magar teri kami Yeh duniya paraayi hai Bas ek apna hai tu Jo sach ho mera woh Savere ka sapna hai tu Dekhunga tera raasta Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta Ho.. Tere bina umrr ke safar mein Bada hi tanha hoon main Raftaar jo waqt ki pakad na sake Woh lamha hoon main Faagun ke mahine tere bina hain pheeke Jo tu nahi toh saare saawan mere sookhe Main agar kitaabon se chura ke laaun qaayde Hisaabon se chura ke laaun faayde Na poori ho sakegi unse magar teri kami Main agar sitaaron se chura ke laaun roshni Hawaaon se chura ke laaun raagini Na poori ho sakegi unse magar teri kami Yeh duniya paraayi hai Bas ek apna hai tu Jo sach ho mera woh Savere ka sapna hai tu Dekhunga tera raasta Ho kuch tujhe bas Khuda na khasta Khuda na khasta… Khuda na khasta… Audio on Son

Published 2026-07-16 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music