tubeshowcase●1,679,324 videos♡ My collection 0
← Music

Music04:20

Kya Meri Yaad Aati Hai - Eclipsa Audio | Sky Force | Akshay Kumar, Veer P, Sara, Nimrat, Tanishk

Saregama Music ↗

From the creator

Kya Meri Yaad Aati Hai now in Eclipsa Audio 🎧 Experience the track like never before with immersive, surround sound vibes. 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Song name - Kya Meri Yaad Aati Hai Music - Tanishk Bagchi Lyrics - Irshad Kamil Singer - Vishal Mishra Starcast: Akshay Kumar, Veer Pahariya, Sara Ali Khan, Nimrat Kaur Lyrics: Bikhra hoon main to hawa mein Nazar na aaunga Ehsaas banke tujhko Kabhi chhoo jaunga Mauka jo mila to Mita jo faasla to Main baaton mein yeh baatein launga Kya meri yaad aati hai Kya raaton ko jagati hai Tujhe main poochhna chahoon Kya meri yaad aati hai Kya meri yaad aati hai Kya meri yaad aati hai Tujhe main poochhna chahoon Kya meri yaad aati hai Chorus part- Meri jaan bhi tu Mey yeh sajda karu rabba dilse yeh nikli Dua hein Jahan yaar mera Wahan pyaar mera Tu leja mujhey Ya tu khabar de Oh rabba meri dilse yeh nikli dua he Tu leja mujhey mera woh pyaar jahaan he Oh mera yaar jaha hein jaan woha Ab jiye to jiye kaisey Woh ek almaari jo Kamre mein baayen hai Rakke hain usme kuchh nishaan Tasveer meri koi Chupke se kaanon mein Bolegi ab main hoon kahan Yeh bhi to sach hai Main door hoon ab Haan main zara sa Majboor hoon ab Baatein kitni dil me baaki hein Kya meri yaad aati hai Kya rozana satati hai Tujhe main poochhna chahoon Kya meri yaad aati hai Kya meri yaad aati hai Kya meri yaad aati hai Tujhe main poochhna chahoon Kya meri yaad aati hai Aankhein teri batati hain Ke meri yaad aati hai

Published 2026-10-01 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music