59:36Kya Khoob Lagti Ho | Dharmatma | Mukesh | Kanchan | Kalyanji Anandji | Indeewar
From the creator
A melody filled with love and admiration 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Song: Kya Khoob Lagti Ho Album: Dharmatma Singers: Mukesh, Kanchan Music Director: Kalyanji Anandji Lyricist: Indeewar Lyrics: Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho Phir se kaho, kehte raho, achchha lagta hai Jivan kaa har sapna abb sachcha lagta hai Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho Kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho Tarif karoge kab tak, bolo kab tak Mere sine me sans rahegee jab tak Kab tak mai rahungee mann me, ha mann me Suraj hoga jab tak nile gagan me Phir se kaho, kehte raho, achchha lagta hai Jivan kaa har sapna abb sachcha lagta hai O, kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho Tum pyar se pyaree ho, tum jan hamaree ho Oh oh oh oh……. Khush ho naa mujhe tum pakar, mujhe pakar Pyase dil ko aaj mila hai sagar Kya dil me hai aur tamanna, hai tamanna Har jivan me tum meree hee balma Phir se kaho, kehtee raho, achchha lagta hai Jivan kaa har sapna abb sachcha lagta hai O, kya khub lagtee ho, badee sundar dikhtee ho Tum pyar se pyare ho, tum jan hamaree ho Tum pyar se pyare ho, tum jan hamaree ho #kyakhooblagtiho #dharmatma #mukesh #saregamamusic Learn to sing in Sur with Padhanisa by Saregama. Download the app now and start your Riyaaz today - https://sarega.ma/pdns To Listen To The Songs From I-Popstar Hindi Vol.2, click here: https://www.youtube.com/playlist?list=PLR8d7suNTyF0 To
Published 2026-11-03 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





