01:58Krishna Aur Kans | Raanjha | Smokey | Yogesh Kumar Sharma | Krishna Bhajan | कृष्ण और कंस
From the creator
Krishna Aur Kans by Raanjha and Smokey is a powerful rap track narrating the life journey of Lord Krishna. A bold lyrical storytelling that blends mythology with modern hip-hop energy. 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Audio Credits Primary Artists - Raanjha | Smokey Performers - Raanjha | Smokey Lyrics - Yogesh Kumar Sharma Composer - Yogesh Kumar Sharma | Ankit Mishra Producer - Smokey Mix & Master - Aditya Badoliya Dubbing Artist - Vinod Kumar Joshi Lyrics:- Jab paap badha hone lagi dharm ki haani Har disha me thi goonjti kans ki vaani Jaha dikhte hawan dedo bali santo ki Kalyug si lage dwapar ki kahani Tabhi garji daamini or Goonja aasmaan Teri mrityu ban aayega devki santaan Aathva jo hoga wahi hoga kaal tera paapi Svayam hari hi aayenge harne tere ye praan Sun devki ko karagrah me daale Matibhang Soch kaal ka krunga apne haatho se hi ant Ek ek krke dedi bali 6 shishuon ki Par ye ant nahi tha ye naye yug ka prarambh Aaye saatvi santaan ban swayam sheshnag Kiya garbh dharan Rohini ka maya ka prataap Dharm sthapana me sahyog dene ko prabhu ka Karne swagat wo hari ka liya pehle avtaar Sansaar kre vinti ab na naath kro deri Balram khade swagat ko ab aas hai tumhari Seh sehke kasht sukhe jin aankho ke bhi aansu Un kashton ko harne aane wale hai girdhari Krishna paksha ashtami haa rohini nakshatra Madhya raatri ko prabhu avtaar leke aaye Esa tez divya leke kaanha mukh pe padhare Haath jode ful devta bhi swarg se barsaye Jinke pero ke tale ye brahm
Published 2026-01-03 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





