tubeshowcase●1,684,767 videos♡ My collection 0
← Music

Music05:00

KK, Shreya Ghosha | Tera Mera Rishta - Lyrical Audio | Varun & Rhea | Jalebi | Tanishk Bagchi

Sony Music India ↗

From the creator

Listen to the beautiful lyrical audio of "Tera Mera Rishta" sung by KK and Shreya Ghoshal from the movie Jalebi. Enjoy the soulful music composed by Tanishk Bagchi! #teramerarishta #shreyaghoshal #kk #jalebi #tanishkbagchi #rheachakraborty #romantichindisongs #evergreenhits Credits: Song : Tera Mera Rishta Music : Tanishk Bagchi Lyrics : Arafat Mehmood Singers : K.K (krishnakumar kunnath) Shreya Ghosal Programmed by Tanishk Bagchi Lyrics Sambhaloge jo tum na toh Main jaaungi kahaan Tumhe bhi to pata hoga Tumhari hoon main na Yeh tera mera rishta Khuda ne banaya hai na Tabhi toh milaya zameen pe Hai na? Mujhe tujhme panaah dena Tere jaisa bana de Kho jaaun kahin jo main Mujhe dhoondh tu la dena [x2] Aaye jo tu Khuda kare, hoke juda jaaye na Na ho agar tu saamne Sukoon dil paaye na Hum saath mein baithe rahein Waqt ruk jaaye yeh Noor ishq ka aaye nazar Haan tere mere liye Yeh tera mera rishta Khuda ne banaya hai na Tabhi to milaya zameen pe Hai na… Mujhe tujhme panaah dena Tere jaisa bana de Kho jaaun kahin jo main Mujhe dhoondh tu la dena [x2] Haan dena… Maine tujhe paaya to hai qismaton se abhi Do qismatein milti huyi kho na jaaye kahin Jee le zara iss pal mein aa saari ye zindagi Do zindagi phir ajnabi ho na jaaye kahin Yeh tera mera rishta Khuda ne banaya hai na Tabhi to milaya zameen pe, hai na… Mujhe tujhme panaah dena Tere jaisa bana de Kho jaaun kahin jo main Mujhe dhoondh tu la dena [x2] Haan dena… Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 20

Published 2025-01-20 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music