59:36KK - Aur Tanha | Lyrical Video | Kartik Aaryan | Sara Ali Khan | Love Aaj Kal | Pritam
From the creator
Experience the magic of KK’s voice in “Aur Tanha”, a soulful track from Imtiaz Ali’s Love Aaj Kal. Featuring Kartik Aaryan and Sara Ali Khan in the lead roles. #aurtanha #loveaajkal #pritam #kk #irshadkamil #saraalikhan #kartikaryan #romantichindisongs Music - Pritam Singer – K.K. Lyrics – Irshad Kamil Lyrics of Aur Tanha tu hi toh hai tu hi toh hai har pal hi teri baaton mein guzarta itna kyun mere saath aayi tu tu naa jaane tu naa jaane har pal mein tu hai main hoon yaa hai rastaa itna kyun mujhko door laayi tu na main waada karta hoon na main bhoola karta tu hai toh sab raston pe main kya dhoondha karta yun tera hona bhi aur tanha karta oo... tu hi toh hai tu hi toh hai jo hanste hanste aankhein bhar sakti hai ab itni toh pehchaan ho gayi nahi hai toh nahi hai tu ab chhoda hai toh sach mein chhod de mujhko kyun har pal ki mehmaan ho gayi main yun tanha jeeta hoon jaise koi marta yeh bhi koi hona hai jo hai aankhein bharta yun tera hona bhi aur tanha kartaa aur tanha karta... aur tanha karta... Audio on Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd (C) 2025 👉 Subscribe To Sony Music India YouTube - http://bit.ly/SonyMusic_YouTube 👉 Like us : Facebook - https://www.facebook.com/SonyMusicIndia 👉 Follow us : Instagram - https://www.instagram.com/sonymusicindia 👉 Follow us : Twitter - https://twitter.com/sonymusicindia
Published 2025-05-20 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





