03:17Kitni Hasrat Hai Humein | Sainik | Akshay Kumar, Ashwini|Kumar Sanu, Sadhana Sargam|90's Hindi Songs
From the creator
Watch 90's Romantic Love Song "Kitni Hasrat Hai Humein" Sung By Kumar Sanu, Sadhana Sargam. Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Credits: Singers: Kumar Sanu, Sadhana Sargam Music Director: Nadeem Shravan Lyricist: Sameer Movie Cast & Crew: Producer: Jimmy Nirula Director: Sikander Bharti Cast: Akshay Kumar, Ashwini Bhave Song Lyrics: Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Paas Aane Ki Tumhe Zindagi Mein Laane Ki Main Dil Ki Baat Bhala Kaise Kahoon Kaise Kahoon Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Paas Aane Ki Tumhe Zindagi Mein Laane Ki Jaan-E-Man Jaan-E-Ada Ho Tum Meri Dhadkan Ki Sada Ho Tum Jaan-E-Man Jaan-E-Ada Ho Tum Meri Dhadkan Ki Sada Ho Tum Meri Saanson Ki Zaroorat Ho Dil Ruba Jaan-E-Vafa Ho Tum Main Dil Ki Baat Bhala Kaise Kahoon Kaise Kahoon Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Paas Aane Ki Tumhe Zindagi Mein Laane Ki Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Paas Aane Ki Tumhe Zindagi Mein Laane Ki Main Dil Ki Baat Bhala Kaise Kahoon Kaise Kahoon Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Gul Ki Kushbu Hai Hawaaon Mein Main Chaloon Pyaar Ki Raahon Mein Meri Yaadon Sadaaon Mein Tum Ho Khwaabon Mein Nigaahon Mein Hai Meri Dua Rab Se Main Rahoon Teri Panaahon Mein Main Dil Ki Baat Bhala Kaise Kahoon Kaise Kahoon Kitni Hasrat Hai Hamein Tumse Dil Lagaane Ki Paas Aane Ki Tumhe Zindagi Mein Laane Ki
Published 2023-07-07 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





