46:26Kisi Din Banoongi Main Raja KI Rani - Lofi Mix | Raja | ALka Yagnik, Udit Narayan | 90s Lofi Song
From the creator
Relive the timeless romance of the 90s with “Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani” in a soothing Lofi Mix. 💕🎶 Featuring the soulful voices of Alka Yagnik & Udit Narayan, this nostalgic melody from Raja brings back the magic of old-school Bollywood romance with a relaxing Lofi vibe. Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Credits: Singer(s): Alka Yagnik, Udit Narayan Music Director: Nadeem Shravan Lyricist: Sameer Lofi Mix By Abhimanyu & Pragya Movie Cast & Crew: Producer: Indra Kumar, Ashok Thakeria Director: Indra Kumar Cast: Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit, Paresh Rawal, Dalip Tahil, Mukesh Khanna Song Lyrics: Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani Zara Phir Se Kehna Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani Zara Phir Se Kehna Badi Dilrooba Hai Yeh Saari Kahaani Zara Phir Se Kehna Abhi To Mile Ho Abhi Tum Na Jaana Ke Dil Ban Gaya Hai Tumhaara Deewaana Ho, Zara Phir Se Kehna Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani Zara Phir Se Kehna Jhuki Jhuki Nazar Teri Kamaal Kar Gayi Uthi Jo Ek Baar Sau Sawaal Kar Gayi Jhuki Jhuki Nazar Teri Kamaal Kar Gayi Uthi Jo Ek Baar Sau Sawaal Kar Gayi Meri Jawaan Dhadkanon Mein Teri Pyaas Thi Laga Yeh Tujhko Dekhke Teri Talaash Thi Tasveer Teri Dilbar Main Dil Mein Utaaroonga Uljhe Uljhe Tere Yeh Zu Ko Sanwaaroonga Zara Phir Se Kehna Kisi Din Banegi Tu Raja Ki Rani Zara Phir Se Kehna Badi Dilrooba Hai Yeh Saari Kahaani Zara Phir Se Kehna Abhi To Mile Ho, Abhi Tum Na Jaana Ke
Published 2026-09-08 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





