tubeshowcase●1,680,954 videos♡ My collection 0
← Music

Music02:02

Khudaya Ishq | Arijit Singh | Shilpa Rao | Amit Trivedi | Kumaar

Saregama Music ↗

From the creator

A melody that will make your heart say, "Khudaya, Ishq, ho gaya." ❤️ 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Song Name - Khudaya Ishq Singers - Arijit Singh and Shilpa Rao Music Director - Amit Trivedi Lyrics - Kumaar Lyrics: Lakh sitaron ki ek thi dua Dil pe tabhi to zor na chala Khudaya ishq re ishq re ishq re Khudaya ishq hote hote ho gaya Khudaya ishq re ishq re ishq re Khudaya ishq hote hote ho gaya Main to loon sab saansein ab tere naam ki Ik tu hi bas mera dunia kis kaam ki Chadhe hain tere rang Ke ab tere sang Ye laage mann mera jogiya Khudaya ishq hote hote ho gaya.. Khudaya ishq re ishq re ishq re Khudaya ishq hote hote ho gaya Tere meri ishq kahani Jaise dariya ka behta paani Samjhega na koi Hai ye baat ruhaani Mere dil ke lafz churake Kehti hai nazar deewani Ik tu naya naya sa Aur dunia lage puraani Saari taarikhon pe haq hai tera Aur kya mein chahun tu hai mera Khudaya ishq re ishq re ishq re Khudaya ishq hote hote ho gaya Main to loon sab saansein ab tere naam ki Ik tu hi bas mera dunia kis kaam ki Chadhe hain tere rang Ke ab tere sang Ye laage mann mera jogiya Khudaya ishq hote hote ho gaya Khudaya ishq re ishq re ishq re Khudaya ishq hote hote ho gaya Khudaya ishq hote hote ho gaya Khudaya ishq hote hote ho gaya.. #KhudayaIshq #arijitsingh #saregamamusic #amittrivedi #shilparao Learn to sing in Sur with AI Powered Personal Music Teacher- Padhanisa by Saregama. Download Padhanisa App now; https://sarega.ma/padhani

Published 2025-08-21 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music