46:26Kaun Si Baat Hai | Yalgaar | Manisha Koirala | Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy | 90's Love Songs
From the creator
Watch The Yalgaar Movie Song " Kaun Si Baat Hai " Sung By Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy @Tips Official Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Credits: Singer(s): Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy Music Director: Channi Singh Lyricist: Sudarshan Faakir Movie Cast & Crew: Producer & Director: Feroz Khan Cast: Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Nagma, Feroz Khan Lyrics: Kaun Si Baat Hai Duniya Mein Nahi Jiska Ilaaz Kaun Si Baat Hai Duniya Mein Nahi Jiska Ilaaz Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hain Sab Rasmo Rivaaz Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hain Sab Rasmo Rivaaz Kaun Si Baat Hai Yun Toh Kehti Hai Ye Duniya Ke Mohabbat Hai Khuda Yun Toh Kehti Hai Ye Duniya Ke Mohabbat Hai Khuda Phir Bhi Ilzaam-E-Mohabbat Pe Hi Deti Hai Sazaa Begunaah Ko Jo Sazaa De Wo Adaalat Hai Samaaj Begunaah Ko Jo Sazaa De Wo Adaalat Hai Samaaj Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasmo Rivaaz Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasmo Rivaaz Kaun Si Baat Hai Agar Insaan Ki Sahulat Ko Bani Hain Rasmen Agar Insaan Ki Sahulat Ko Bani Hain Rasmen Kyun Mohabbat Ka Galaa Ghont Rahi Hain Rasmen Mel Khaata Nahi Rasmon Se Mohabbat Ka Mizaaj Mel Khaata Nahi Rasmon Se Mohabbat Ka Mizaaj Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasmo Rivaaz Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasmo Rivaaz Kaun Si Baat Hai Duniya Mein Nahi Jiska Ilaaz Kaun Si Baat Hai Duniya Mein Nahi Jiska Ilaaz Hamne Ulfat Ke Liye Toden Hai Sab Rasmo Rivaaz Hamne Ulfat K
Published 2022-07-12 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





