tubeshowcase●1,684,391 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:06

Kaise Bataaoon - Full Video Song | 3G | Neil Nitin Mukesh & Sonal Chauhan | KK Romantic Song

Sony Music India ↗

From the creator

Neil Nitin Mukesh romances Sonal Chauhan in the romantic track 'Kaise Bataaoon' from '3G'. A lovable melody sung in the melodious voice of K.K.& Sonal Chauhan. #KK #kaisebataaoon #sonalchauhan #neilnitinmukesh #mithoon #3gmovie #romantichindisongs #bollywoodlovesongs #bollywoodsongs Film – 3G Music – Mithoon& Amar Mohile Actor – Neil Nitin Mukesh, Sonal Chauhan, Mrinalini Sharma & Asheesh Kapur Produced by – Viki Rajani & Sunil Lulla Directed by - Sheershak Anand & Shantanu Ray Chhibber Lyrics:- Kaise bataaun tujhe ki dil mera kya keh raha Rahe na faasle ye jo hai apne darmiyaan Ho... Kaise bataaun tujhe ki dil mera kya keh raha Rahe naa faasle ye jo hai apne darmiyaan Tere qareeb main ho sakoon De de tu apni razaa Paas bithaaun ye zulf sanwaroon Aur baahon mein le loon tujhe main Hai dil ki ye khwaahish Ki sun le guzaarish Aur de de tu khud ko mujhe Ho ho... Tujh se mohabbat hui Hai meri hai bas ye khata Tujh se main door rahoon Yeh mujh ko gawaara kahaan Main tere saath mein hi rahoon Chhodo ye saara jahaan Paas bithaaun ye zulf sanwaroon Aur baahon mein le loon tujhe main Hai dil ki ye khwaahish Ki sun le guzaarish Aur de de tu khud ko mujhe woh ho ho... Behani Ho ho... Ho ho wo ho... Ho ho wo... Teri adaaon mein doob loon Doob loon main tujhi mein Ho jaaun tere itne qareeb Ki main dikhoon ab tujhi mein Paas bithaoon ye zulf sawaaroon Aur baahon mein le loon tujhe main Hai dil ki ye khwaahish ki sun le guzaarish Aur de de tu khud ko mujhe Ho ho...

Published 2013-04-10 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music