tubeshowcase●1,684,638 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:44

Kahta Hai Yeh Safar | Official Video| Bada Din | Marc Robinson, Tara Deshpande | Kumar Sanu

Saregama Music ↗

From the creator

Watch & enjoy Kahta Hai Yeh Safar song from 1998 film Bada Din starring Marc Robinson, Shabana Azmi and Tara Deshpande in lead roles. Credits: Film: Bada Din (1998) Song: Kahta Hai Yeh Safar Singer: Kumar Sanu Music Director: Jatin Lalit Lyricist: Javed Akhtar Star Cast: Marc Robinson, Shabana Azmi, Tara Deshpande, Alok Nath Director: Anjan Dutt Kehta Hai Yeh Safar Kehti Hai Rehguzar Kehta Hai Yeh Safar Kehti Hai Rehguzar Jamane Bhar Ke Gham Liye Umeed Dil Mein Kam Liye Jamane Bhar Ke Gham Liye Umeed Dil Mein Kam Liye Tum Chale Ho Kaha Kehta Hai Yeh Safar Kehti Hai Rehguzar Jamane Bhar Ke Gham Liye Umeed Dil Mein Kam Liye Jamane Bhar Ke Gham Liye Umeed Dil Mein Kam Liye Tum Chale Ho Kaha Kehta Hai Yeh Safar Kehti Hai Rehguzar Dekhu Jaha Jau Jaha Mil Jayeghi Waha Har Cheeza Ki Dukan Sirf Kahi Milata Nahi Zazbat Ka Nisha Halka Sa Bhi Nisha Begane Log Hain Anjane Log Hain Tamam Shehar Mein Kahi Milega Pyar Hi Nahi Tamam Shehar Mein Kahi Milega Pyar Hi Nahi Tum Chale Ho Kaha Kehta Hai Yeh Safar Kehti Hai Rehguzar Duniya Mein Tum Kab Se Ho Ghum Kis Rah The Chale Aakash Ke Tale Chalte Rahe Chalte Rahe Kam Naa Huye Manzil Ke Fasale, Aise Hain Fasale Raho Ki Thokar Kehti Hai Kya Kare Khula Koyi Bhi Dar Nahi Kisi Ke Dil Mein Ghar Nahi Khula Koyi Bhi Dar Nahi Kisi Ke Dil Mein Ghar Nahi Tum Chale Ho Kaha Kehta Hai Yeh Safar Kehti Hai Rehguzar. #BadaDin #KumarSanu #KehtaHaiYehSafar Label:: Saregama India Ltd. To buy the original and virus free track, visit www.saregama.com Fo

Published 2020-07-17 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music