03:16Jeena Jeena | Lyrical Song | Badlapur | Varun Dhawan, Yami Gautam | Sachin-Jigar
From the creator
Feel the magic of love with “Jeena Jeena” from Badlapur, sung by the soulful Atif Aslam. #jeenajeena #atifaslam #sachinjigar #varundhawan #yamigautam #badlapur #sadlovesong Song: Jeena Jeena Singer: Atif Aslam Music: Sachin-Jigar Lyrics: Dinesh Vijan & Priya Saraiya All songs mixed & mastered by Eric Pillai (Future Sound of Bombay) Lyrics of Jeena Jeena - जीना जीना dehleez pe mere dil ki jo rakhe hain tune kadam tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena kaise jeena haan seekha maine jeena mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na seekha jeena tere bina humdum dehleez pe mere dil ki jo rakhe hain tune kadam tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan sikha maine jeena jeena kaise jeena haan sikha maine jeena, mere humdum na sikha kabhi jeena jeena kaise jeena na sikha jeena tere bina humdum sacchi si hain yeh taareefein dil se jo maine kari hain sacchi si hain yeh taareefein dil se jo maine kari hain jo tu mila to saji hain duniya meri humdum o aasma mila zameen ko meri aadhe aadhe poore hain hum tere naam pe meri zindagi likh di mere humdum haan seekha maine jeena jeena, kaise jeena haan seekha maine jeena, mere humdum na seekha kabhi jeena jeena kaise jeena na seekha jeena tere bina humdum
Published 2015-12-24 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





