03:13Javed Ali | Jashn-E-Bahaaraa (Audio Lyrical) | A. R. Rahman | Hrithik Roshan, Aishwarya Rai
From the creator
"Karte toh hai sath safar, fasle hai phir bhi magar", song with one of the most beautiful lyrics of all time. Listen to Jashn-E-Bahaaraa from Jodha Akbar starring Hritik Roshan and Aishwarya Rai Song Details: Name: Jashn-E-Bahaaraa Composer: A.R. Rahman Singer: Javed Ali Lyrics: Javed Akhtar Lyrics: Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekh ke hairan hai Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekh ke hairan hai Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein Saare sehme nazaare hain Soye soye waqt ke dhaare hain Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain O ho, kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekh ke hairan hai Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein Kaise kahein kya hai sitam sochte hain ab yeh hum Koyi kaise kahe woh hai ya nahin humaare Karte toh hai saath safar phaasle hain phir bhi magar Jaise milte nahin kisi dariya ke do kinaare Paas hain phir bhi paas nahee humko yeh ghum raas nahin Seeshe ki ik diwaar hai jaise darmiyaan Saare sehme nazaare hain Soye soye waqt ke dhaare hain Aur dil mein khoyi-khoyi si baateinn hain Kehne ko jashn-e-bahaara hai ishq yeh dekhke hairan hai Phool se khushboo khafa-khafa hai gulshan mein Chupa hai koyi ranj fiza ki chilman mein Humne jo tha nagma suna dil ne tha usko chuna Yeh daastaan hamein waqt ne kaisi sunayi Hum jo agar hai ghumgeen woh bhi udhar khush toh nahin Mulaqaaton mein hai jaise ghul si gayi tanhayi Milke bhi hum milte nahin kh
Published 2024-10-22 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





