tubeshowcase●1,679,401 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:09

Jashn-E-Bahaaraa Lofi Flip | Jammy weirdo | Mig | Jodhaa Akbar | Bollywood Lofi

Sony Music India ↗

From the creator

Presenting the Lofi version of the beautiful track Jashn-E-Bahaaraa. The chill beats by Jammy Weirdo & MIG will help you relax, study or sleep. Lofi music impacts listeners in a positive way that helps them burn their stress. #jashnebahara #lofi #lofimusic #javedali #arrahman #aishwaryarai #hrithikroshan #jodhaakbar #sonymusicindia #bollywoodlofi #trending Original Credits: Song name : Jashn-E-Bahaaraa Composer: A.R.Rahman Singer: Javed Ali Lyrics: Javed Akhtar Lofi Flip by Jammy Weirdo, Mig Lyrics: Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein Sare Sehmein Nazare Hain Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain Aur Dil Mein Koi Khoye Si Baatein Hain Ooooo Hooooo… Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein Kaise Kahen Kya Hai Sitam Sochte Hai Ab Yeh Hum Koi Kaise Kahen Woh Hai Ya Nahi Humare Karte To Hai Saath Safar Faasle Hain Phir Bhi Magar Jaise Milte Nahi Kisi Dariya Ke Do Kinare Pass Hain Phir Bhi Paas Nahi Humko Yeh Gum Raas Nahi Seeshe Ki Ek Diware Hai Jaise Darmiya Sare Sehmein Nazare Hain Soye Soye Vaqt Ke Dhare Hain Aur Dil Mein Koi Khoye Si Baatein Hain Oooo Hoooo.. Kehne Ko Jashn-E-Bahara Hai Ishq Yeh Dekhke Hairaan Hai Phool Se Khusboo Khafa Khafa Hai Gulshan Mein Chupa Hai Koi Ranj Fiza Ki Chilman Mein

Published 2022-07-01 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music