tubeshowcase●1,685,900 videos♡ My collection 0
← Music

Music05:58

Jaan-E-Jaan - Lyrical Audio | Ranbir, Sonam | Shreya Ghoshal, Kunal G | Saawariya | Hindi Love Song

Sony Music India ↗

From the creator

Listen to the beautiful Hindi love song "Jaan-E-Jaan" from the movie Saawariya, sung by Shreya Ghoshal and Kunal Ganjawala. Enjoy the lyrical audio with Ranbir Kapoor and Sonam Kapoor! #jaanejaan #ranbirkapoor #sonamkapoor #saawariya #shreyaghoshal #kunalganjawala #hindisong #bollywoodsongs #bollywoodlovesongs #hindilovesong Song Name - Jaan-e-Jaan Movie - Saawariya Singer - Kunal Ganjawala & Shreya Ghoshal Composer - Monty Sharma Lyricists - Sameer Anjaan Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics: jaan-e-jaan is dil mein tum tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho jaan-e-jaan is dil mein tum tum hi samaaye ho, dil mein samaaye ho tum mere ho, bas mere ho, mere hi ho dil na dukhaaoge, ab dur na jaaoge tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan is dil mein tum, tum hi samaaye ho dil mein samaaye ho tum meri aarju ho, tum mera pyaar ho pal pal kiya hai jiska wo intzaar ho puchho na kitni shiddat se tumko din raat main chaahata hu apni dua mein rab se hamesha main tumko hi maangta hoon tumko maangta hoon dil na dukhaaoge, ab dur na jaaoge tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan is dil mein tum, tum hi samaaye ho dil mein samaaye ho dekhe bagair tumko aata nahin hai karaar ji chaahata hai tumse milne ko baar baar deewaanagi ki had se bhi aage jaana gujarna jaau dekhi khudaai seh ke judaai main tanha mar na jaanu tanha mar na jaanu dil na dukhaaoge, ab dur na jaaoge tumhein kasam ki hai kasam jaan-e-jaan e-jaan is dil mein tum, tum hi samaaye ho

Published 2025-11-04 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music