05:26Ishq Tera | Article 370 | Yami Gautam | Priyamani | Shashwat Sachdev | Sanjith Hegde
From the creator
Immerse yourself in patriotism with Ishq Tera from Article 370, a mesmerizing melody that touches the soul. π Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Singers: Sanjith Hegde, Shashwat Sachdev Music Director: Shashwat Sachdev Lyrics: Osho Jain Lyrics: Ishq Ki Kitaabon Mein Baat Ye Likhi Hai Gar Junoon Na Ho Toh Ishq Hi Nahi Hai Ishq Jo Hua Tujhse Toh Laga Yahi Hai Tera Naam Sachh Hai Bus Tu Hi Sahi Hai Tera Ishq Ishq Tera Hai Rang Sabse Gehra Hai Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera Ek Khan-khanata Gehna Ab Aur Kya Hai Kehna Hai Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera Tu Main Ab Hum Hain Chal Chalein Ab Saath Mein Saath Mein Tu Aur Main Ab Hum Hain Chal Chalein Ab Saath Mein Dariyaaon Darakhton Ki Mehfil Mein Chinaaron Ne Jheelon Se Bola Hai Mohabbat Ke Saare Farishton Ne Zameen Pe Utar Ke Ye Bola Hai Ishq Ki Gardan Pe Barf Phir Khili Hai Ishq Ke Shahar Mein Hawaa Nayi Nayi Hai Ishq Jo Hua Tujhse Toh Laga Yahi Hai Tera Naam Sachh Hai Bus Tu Hi Sahi Hai Tera Ishq Ishq Tera Hai Rang Sabse Gehra Hai Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera Ek Khan-khanata Gehna Ab Aur Kya Hai Kehna Ye Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera Tera Ishq Ishq Tera Hai Rang Sabse Gehra Hai Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera Tera Ishq Ishq Tera Hai Rang Sabse Gehra Hai Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera Tera Ishq Ishq Tera Hai Rang Sabse Gehra Hai Kesari Savera Ye Ishq Ishq Tera #ishqtera #article370 #yamigautam #saregamamusic #shashwatsachdev #priyamani #newhindisong #
Published 2024-03-04 Β· Watch on YouTube β
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





