03:17Hamne Tumko Dil Ye De Diya - Lyrical Video | Dino, Bipasha | Alka Yagnik, Babul Supriyo | Gunaah
From the creator
Watch the lyrical Video of "Hamne Tumko Dil Ye De Diya", a soulful romantic from Gunaah, Featuring Dino Morea and Bipasha Basu, this timeless track is sung by Alka Yagnik and Babul Supriyo with music composed by Anand Raj Anand. #hamnetumkodilyedediya #dinomorea #bipasha_basu #gunaah #romantichindisongs #lovesongs #alkayagnik #babulsupriyo #anandrajanand Song Name - Hamne Tumko Dil Ye De Diya Movie - Gunaah Singer - Alka Yagnik; Babul Supriyo Composer - Anand Raj Anand Lyricists - Pravin Bhardwaj Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics: Hamne Tumko Dil Yeh De Diya - हमने तुमको दिल ये दे दिया: hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya, toh yeh bhi naa socha kaun ho tum hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum dil hai ke manta nahi, iss dil pe kiska jor hai teri or khincha ja raha hu, jane yeh kaisi dor hai tumko hai kuchh ho gaya, aaho pe aahen bharate ho divane ho tum divane, divani bat karte ho ham toh chalo ham toh chalo divane sahi par, apni batao kaun ho tum arre hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya, toh yeh bhi naa socha kaun ho tum tumpe yakin aa gaya, yeh kaisa aitbar hai kya hai yeh dil ki bebasi, ya nam iska pyar hai yuhi nahi bechain hu, yuhi nahi betab hu tumne de
Published 2026-05-17 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





