46:26Hamne Tumko Dil Ye De Diya - Full Video | Dino, Bipasha | Alka Yagnik,Babul Supriyo | Gunaah
From the creator
This super hit love song of 2002 about love having no reason was written by Pravin Bhardwaj, music by Anand Raaj Anand and sung by Alka Yagnik and Babul Supriyo. Starring Bipasha Basu and Dino Morea, with a story line by Mahesh Bhatt, Gunaah - A Tale of Forbidden Love is a crime thriller. #humnetumkodilyedediya #gunaah #dino #bipasha_basu #alkayagnik #babulsupriyo Credits: Song Name - Hamne Tumko Dil Ye De Diya Movie - Gunaah Singer - Alka Yagnik; Babul Supriyo Composer - Anand Raj Anand Lyricists - Pravin Bhardwaj Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics: hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya, toh yeh bhi naa socha kaun ho tum hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum dil hai ke manta nahi, iss dil pe kiska jor hai teri or khincha ja raha hu, jane yeh kaisi dor hai tumko hai kuchh ho gaya, aaho pe aahen bharate ho divane ho tum divane, divani bat karte ho ham toh chalo ham toh chalo divane sahi par, apni batao kaun ho tum arre hamne tumko dil yeh de diya, yeh bhi naa puchha kaun ho tum yeh faisla jo dil ne kiya, yeh faisla jo dil ne kiya yeh faisla jo dil ne kiya, toh yeh bhi naa socha kaun ho tum tumpe yakin aa gaya, yeh kaisa aitbar hai kya hai yeh dil ki bebasi, ya nam iska pyar hai yuhi nahi bechain hu, yuhi nahi betab hu tumne dekha tha jo kal, mano wahi mai khwab hu
Published 2016-04-29 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





