02:34God Knows! - Lyrical Video | Mohammad Faiz | Payal Tosyan | Snipr | Samay | Armaan Lahoria
From the creator
Experience the magic of love with "God Knows!" a heartfelt romantic song beautifully sung by Mohammad Faiz. 👉 Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Singer & Composer: Mohammad Faiz Lyricists: Samay & Armaan Lahoria Music: Snipr Lyrics: Teri subha shaamein teri Raatein na ho payein tere bina Tu laazmi hai humnava Yun to main jee lunga mere bina Lamha mera lamha nahi, hai ek saza jo tu shaamil nahi Kaabil tere, ho jaunga, jaana main gar tere Kaabil nahi Meri mujhe naa khabar ab rhi Kyu naa rqhi yeh khuda jaanta Jaanu naa ghar ka main rasta mere Par tere dil ka pata jaanta Ab tak suni thi taareefein teri Dekha tujhe toh main hairaan tha Jaanu naa ghar ka main rasta mere Par tere dil ka pata jaanta… Aur chandni kya nihaare Feeke hain sab chaand taare Pagal hain aankhe Tu hai samne toh phir dekhein hi kya ye nazaare Nazaro mein na vo sukoon hai Jo tujhme hai tu toh phir tu hai Vo ladki Jo aati hai khwabo mein mere Haan tu toh wahi hubahu hai Hatho mein jab, Haath hue, Chhune lagi ye fizaaye mujhe Aankho se main, dekhun teri, jab jab tu duniya dikhaye mujhe Tune hi hasna sikhaya mujhe main to tere bin pareshaan tha Jaanu naa ghar ka main rasta mere Par tere dil ka pata jaanta Meri mujhe naa khabar ab rhi Kyu naa rqhi yeh khuda jaanta Jaanu naa ghar ka main rasta mere Par tere dil ka pata jaanta… #GodKnows #MohammadFaiz #saregamamusic #lovesong #romanticsong Learn to sing in Sur with Padhanisa by Saregama. Download the app now and start yo
Published 2026-09-10 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.


![Foogiano - Gang Talk [Official Music Video]](https://i.ytimg.com/vi/JvCPOWCs83w/hqdefault.jpg)


