46:26Ek Pyar Ka Nagma Hai (Sad) – Full song (HQ) | Mukesh, Lata Mangeshkar | Shor [1972]
From the creator
Ek Pyar Ka Nagma Hai, movie (sad version) from the movie Shor. Shor [1972] Stars Manoj Kumar, Jaya Bhaduri and Nanda. Produced and directed by Manoj Kumar. Music by Laxmikant Pyarelal. Listen online and download evergreen hit songs, old Hindi songs, and Bollywood songs on Saregama.com Movie: Shor Singer : Lata Mangeshkar & Mukesh Music : Laxmikant-Pyarelal Lyrics: Santosh Anand Label : Saregama India Limited Year : 1972 For more updates Follow us on Facebook: http://www.facebook.com/Saregama For More Latest Videos log on & subscribe to our main channel http://www.youtube.com/saregamaindia Follow us on Twitter: https://twitter.com/saregamaglobal For Mobile download Visit : mobile.saregama.com Lyrics:- Ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai ek pyar ka nagma hai, maujon ki ravani hai zindagi aur kuch bhi nahin teri meri kahani hai ek pyar ka nagma hai la la la la la la, la la la la la la kuch pakar khona hai, kuch khokar pana hai jeevan ka matlab to ana aur jana hai do pal ke jeevan se ek umr churani hai zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai ek pyar ka nagma hai tu dhar hai nadiya ki, main tera kinara hoon tu mera sahara hai, main tera sahara hoon ankhon mein samandar hai, ashaon ka pani hai zindagi aur kuch bhi nahi, teri meri kahani hai ek pyar ka nagma hai toofan to ana hai, akar chale jana hai badal hai yeh kuch pal ka, chhakar dhal jana hai parchhaniyan re
Published 2014-04-01 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





