tubeshowcase●1,685,405 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:05

Dil ko Aaya Sukoon | Rangrezz | Jackky Bhagnani | Priya Anand | Rahat Fateh Ali Khan Romantic Song

Sony Music India ↗

From the creator

Experience the magic of love with the soulful romantic track "Dil Ko Aaya Sukoon" from the movie Rangrezz. Sung by the incredible Rahat Fateh Ali Khan. #dilkoaayasukoon #rahatfatehalikhan #rangrezz #jackkybhagnani #sajidwajid #romantichindisongs #evergreenhits #superhithindisongs #bollywoodlovesongs Song - Dil Ko Aaya Sukoon Movie - Rangrezz Singers - Rahat Fateh Ali Khan, Hiral Brahmbhatt Composer - Sajid Wajid Lyricist - Sameer Anjaan Dil ko aaya sukoon Tere deedar se haaye Dil ko aaya sukoon Tere deedar se Ab na hona rukhsat Apne dildar se haay Bin tere ik lamha Ab reh nahi paata hai Ye ishq mere allah Kitna tadpata hai Bin tere ik lamha Ab reh nahi paata hai Ye ishq mere allah Kitna tadpata hai Kabhi aahein bharta hai Kabhi dil dhadkata hai Ye ishq mere allah Kitna tadpata hai Dard tanhayi ka Dooriyon ka mausam Naa jiya jaaye na Bekasi ka aalam Tere ehsaaso ki Chaadarein bunti hoon Main tere khwabon ki Neend mein chunti hoon Dil ko aaya sukoon Tere deedar se Ab na hona rukhsat Apne dildar se haay Bin tere ik lamha ab Reh nahi paata hai Ye ishq mere allah Kitna tadpata hai Kabhi aahein bharta hai Kabhi dil dhadkata hai Ye ishq mere allah Kitna tadpata hai Tera ishq ishq ishq Bas tere pehlu mein Jeene ki chaahat hai Zindagi tu meri Tujhse hi daahat hai Jab duaa maangi hai Bas tujhe maanga hai Saanson ki galiyon mein Tujhko hi paaya hai Dil ko aaya sukoon Tere deedar se Ab na hona rukhsat Apne dildar se haay Bin tere ik lamha Ab reh nahi paata hai Ye ishq mere

Published 2025-03-16 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music