05:38Dil Ki Purani Sadak – Sadak 2 | KK | Samidh-Urvi | Sanjay | Alia | Aditya | Pooja | Mahesh Bhatt
From the creator
Tujhi se tujhi tak, Ye mera safar hai .. Dil ki puraani sadak par #DilKiPuraniSadak #KK #SanjayDutt Listen to "SADAK 2" album on: JioSaavn: https://www.jiosaavn.com/album/sadak-2/SLCI306OVM4_ Gaana: https://gaana.com/album/sadak-2 Spotify: https://open.spotify.com/album/77hXFdDnQo7D1fuBcMi9SU?si=lqFoADziRDqNJLJdqBRqZg Wynk: https://wynk.in/u/5bCb5WxRG Amazon prime music: https://music.amazon.in/albums/B08GGD416Y?ref=dm_sh_2cnt9PAoz9qHWsiZWatnitQVE Resso: https://m.resso.app/ZSfDYMf4/ Hungama: http://www.hungama.com/album/sadak-2/56351024/ Lyrics: Dil ki purani sadak Par Badla toh kuchh Bhi nahin Mujhe thaam kar Chal raha hai Tu hi bas tu hi har Kahin -2 Naye phool dil ki Zamin pe khilenge Hai milna hamein phir se Mil ke rahenge Sitaare wo hi hain Wo hi aasman hai Meri dhadkanon mein Teri daastan hai Main aawaara lamha Tu mera maqam Kaise juda hote hum tum Bichhude hi jab hum nahin Mujhe thaam kar chal raha hai Tu hi bas tu hi har kahin Na saanson se shikwa Na mitne ka dar hai Tujhi se tujhi tak Ye mera safar hai Tujhe sochta hoon Toh khushbu si barse Andheron se mere Ujaale yun chhalke Ke dariyaa bahe jaise Ik noor ka Tu rooh ka hamnawa hai Ye jismo ka rishta nahin Mujhe thaam kar chal raha hai Tu hi bas tu hi har kahin Pighlata yeh suraj kahe dhalte dhalte Dobara na aayenge pal lautkar ye Naseebon se milti hain nazdeekiyan ye Tu jaate lamhon ko gale se laga le Ke thamta nahin waqt ka karvaan Aye maalik bas itna bata de Kyon aisi hai teri zamin Jise ha
Published 2020-08-24 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





