tubeshowcase●1,685,250 videos♡ My collection 0
← Music

Music03:56

Dil Ka Pata - Lyrical Video | Sita Ramam | Dulquer Salmaan, Mrunal Thakur | Abhay J, Sinduri Vishal

Sony Music India ↗

From the creator

Fall in love with the soulful track “Dil Ka Pata” from the film Sita Ramam. Featuring the heartfelt vocals of Abhay Jodhpurkar and Sinduri Vishal. #sitaramam #dilkapata #dulquersalmaan #mrunalthakur #romantichindisongs #lovesongs #abhayjodhpurkar #sinduri Movie - Sita Ramam (Hindi) Song - Dil Ka Pata Composer: Jai Atre Lyricist: Mandar Cholkar Singer: Abhay Jodhpurkar, Sinduri Vishal Lyrics of Dil Ka Pata Duniya mein kya hai jo nayab hai Mithi mithi teri hansi Kudrat mein kya hai jo saadab hai Jahaan paanv tere pade woh jameen Jal rahi hai low kahan bata Woh mere dil ka hai pata Kya hai sab se juda Teri har ik adaa Aashiya hai kahan Tera deedaar ho jahan Mere saari raaton ki chori Chupke se karli chand ne Chupke se chand ne Aankhein banke chakori Sapno ki dori bandh ne Dono lagi bandhne Dhe re na na na dhe re na na Dhe re na na na na aaa Dhe re na dhe re na Dhe re na dhe re na Resham ki dhaage sa naazuk hai kya Behata ye lamha piya Mashhur kiski hai khuskismati Tune jise chun liya Mere se bhi nasheeli kya chiz hai Tere hothon ki dehaleez hai Odh loon main kaun si odhni Chanda ki roshni ye man kahe Mere saari raaton ki chori Chupke se karli chand ne Chupke se chand ne Aankhein banke chakori Sapno ki dori bandh ne Dono lagi bandhne Jang jaari hai kyun bewajah Jiddi hai saari fiza Bhar loon tujhe aapni baahon mein to Ho jaaungi main tabah Rab se maangogi kya dua Saath tere meri har subah Parchaiyan jo roothe to Sham lenge zara Mere saari raaton ki chori Chupke se

Published 2025-05-25 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music