03:50Dil Ka Kya Kasoor Title Track - Lyrical | Divya Bharti | Kumar Sanu | 90s Hits Hindi Song| Love Song
From the creator
"💖 Dil Ka Kya Kasoor – The Ultimate 90s Love Anthem! 💖 Feel the magic of Kumar Sanu in this timeless melody! 🎶 Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Details : Song : Dil Ka Kya Kasoor Movie : Dil Ka Kya Kasoor Singer: Kumar Sanu Music Director: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Movie Cast & Crew: Producer: Mukesh Duggal Director: Lawrence D’Souza Cast: Prithvi, Divya Bharti Lyrics : Aashiqui Mein Har Aashiq Ho Jaata Hai Majboor Is Mein Dil Ka Mere Dil Ka Is Mein Dil Ka Kya Kasoor Aashiqui Mein Har Aashiq Ho Jaata Hai Majboor Aashiqui Mein Har Aashiq Ho Jaata Hai Majboor Is Mein Dil Ka Mere Dil Ka Is Mein Dil Ka Kya Kasoor Nigahe Na Milti Na Yeh Pyaar Hota Na Main Tujhse Milta Na Izhaar Hota Nigahe Na Milti Na Yeh Pyaar Hota Na Main Tujhse Milta Na Izhaar Hota Mere Aashiq Mere Dilbar Meri Jaan-E-Jaan Ab Tere Bin Ek Pal Na Jeena Yahaa Tujhse Milke Jane Kaisa Chhaya Hai Surur Is Mein Dil Ka Mere Dil Ka Mere Dil Ka Kya Kasoor Aashiqui Mein Har Aashiq Ho Jaata Hai Majboor Is Mein Dil Ka Mere Dil Ka Is Mein Dil Ka Kya Kasoor Na Pucho Ke Kaisi Hain Yeh Bekarari Mohabbat Ki Pyasi Hain Yeh Duniya Saari Na Jaane Dil Kiska Kab Kho Jaye Bin Soche Bin Samjhe Pyar Hojaye Haan Yahi Chaahat Ka Aksar Hota Hai Dastur Is Mein Dil Ka Mere Dil Ka Is Mein Dil Ka Kya Kasoor Aashiqui Mein Har Aashiq Ho Jaata Hai Majboor Is Mein Dil Ka Mere Dil Ka Is Mein Dil Ka Kya Kasoor #90s #hindisongs #bollywoodsongs
Published 2025-02-28 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





