01:58Dhun Badalon Main - Lyrical | Party Animals | Charan | Arjun Tanwar | Jaanya Joshi
From the creator
Some memories just need a dhun to find their way back β¨ π Subscribe to Saregama Music: https://bit.ly/3FkAS0W Credits: Song: Dhun Badalon Main Album: Party Animals Singer, Lyrics & Composition: Charan Music Producer: Charan Mixed & Mastered by: Hanish Taneja at Studio Alika Charanβs Management: Bluprint Music Supervisor: Abhimanyu Kak Lyrics: Oh meri jaane jaan Hua mei laapata toh dhundlena badalon mein Ye dhun badalon mein Mujhko le gaye kahin mere armaan Toh cheen lena baarishon se Ye dhun badalon mein Banke taara Raahein dikhaana yaara Kaise hoga ye Tere bina guzaara Dil ke samundar Ka tu bana kinaara Beh jaaun tujhme Chahe dobaara Tujhko kehni thi ik meri dil ki baat Par khoya hun mei khwaahishon mei Khoya hun khwaahishon mei Oh meri jaane jaan Hua mei laapata toh dhundlena badalon mein Ye dhun badalon mein Ye dhun badalon mein Tere hawaale meri har manzil yaara Mujhko sambhaale tera hi chehra pyaara Aankhon ke aage aajaye woh nazaara Toot jaayega dil bechaara Chauraahe pe khade Hue the hum juda Likha tha khat aansuon se Haan sacche aashiqon ne Dhal gayi joh shaam toh hona na khafa Suraj ke inn faaslon se Khwaabon ke daakhilon se Oh meri jaane jaan Hua mei laapata toh dhundlena badalon mein Ye dhun badalon mein Mujhko le gayi kahin mere armaan Toh cheen lena baarishon se Ye dhun badalon mein Ye dhun badalon mein #DhunBadalonMain #partyanimals #saregamamusic #arjuntanwar #charan #lovesong Learn to sing in Sur with Pad
Published 2026-10-06 Β· Watch on YouTube β
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





