03:47Brothers Anthem - Audio Lyrical | Akshay Kumar, Sidharth Malhotra | Vishal Dadlani | Ajay-Atul
From the creator
Listen to the powerful audio lyrical of "Brothers Anthem" featuring Akshay Kumar and Sidharth Malhotra, sung by Vishal Dadlani and composed by Ajay-Atul. #brothersanthem #akshaykumar #sidharthmalhotra #vishaldadlani #ajayatul Credits: Song Name - Brothers Anthem Movie - Brothers Singer - Vishal Dadlani Composer - Ajay-Atul Lyricists - Amitabh Bhattacharya Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics: Ho, tukdon mein bikhra andhera, chamka sitara jo tera Amber pe aa dastkhat kar de Tu ab talak tha adhura, hone hi wala hai pura Hadd se guzar ja, tu hadd kar de Hai chaah toh hai raasta Ye jaan le zara Mumkeen nahi hai kya agar Tu thaan le zara Teri baari hai, kamar kas le Tere baas mein hai saare masle Tere tutte hue dil ki zameeno pe Himmat ki ugaa le faslein Tere haathon mein karam hai tera Aur khoon garam hai tera Koi teer nishane se chooke na Jam ke kadam rakh le Khud mein tu hathiyar hai Ladne ko taiyaar hai Danke ki ek chot ke jaisa Har tera vaar hai Manzil tujhpe hai fida Tera haafiz hai Khuda Kuch aisa kar ja ke wo bhi tujhse poochhe "Bande, batla de teri marzi hai kya?" Har dar ka hata de kohra Taakat ka tu ban mohra Har lakshya ko bhed ke dikhla de Arjun ki kahani dohra Marham ho haram tera Aur zakham inaam tera Bheega ho jo tere paseene mein Wahi jeet ka ho chehra Mana ab hai farsh par Tera haq to hai shikhar Har bhandhan se toot ke Apni manzil pe kooch kar Charcha ho is baat ka Duniya ki zubaan par "Upar wale ne banaya hai kya" "T
Published 2025-04-14 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.
![DUX - Dancin [Drum & Bass | Monstercat]](https://i.ytimg.com/vi/By-IPoVNLPY/hqdefault.jpg)




