39:44Breathless (Official Music Video) | Shankar Mahadevan | Javed Akhtar
From the creator
Enjoy the new age music "Breathless" sung by the famous artist "Shankar Mahadevan"... Song Credit: Song: Breathless Singer: Shankar Mahadevan Album: Breathless Music Director: Shankar Mahadevan Lyricist: Javed Akhtar Lyrics: Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha Jaise meri saari duniya main geeton ki rut Aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai Mehki hui si ab saari fizaayen hain Behki hui si ab saari hawaayen hain Khoyi hui si ab saari dishaayen hain Badli hui se ab saari adaayen hain Jaagi ummengein hain, dhadak raha ahi dil Sanson main toofaan hain, hoton pe nagme hain Aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue Saare vo lamhe hain Jab koi aaya tha, nazron pe chhaya tha Dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe Kaise use paaya tha, pyaar ke chehre pe bikhri jo julphen To aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe Ek os main dhula hua phool khila hai jaise Badal main ik chaand chhupa hai Aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main Ek savera hai roshan roshan aakhon main Sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar Jaise jhalak rahi hai Lahron lahron baat kare to jaise moti barse Jaise kahin chandi ki payal goonjey Jaise kahin sheeshe ke jaam girey Aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye Jaise koi chaandni raat main gaye Jaise koi hole se paas bulaye Kaisi meethi baatain thee vo Kaisi mulakaatein thee vo Jab maine jaana tha Nazron se kaise pighalte hain dil Aur aarzoo paati hai kaise manzil Aur kaise utarta hai chaand jameen par Kaise kabhi lagta
Published 2021-06-08 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





![NEOTEK & Jessy Covets - Back To Life [Melodic Bass | Monstercat]](https://i.ytimg.com/vi/mcmOUfGLZPs/hqdefault.jpg)