02:36Bewajah - Lyrical Video | Harshvardhan, Mawra | Himesh Reshammiya | Sanam Teri Kasam
From the creator
Enjoy the lyrical video for "Bewajah" from the movie Sanam Teri Kasam, featuring Harshvardhan Rane and Mawra Hocane. Listen to the vocals of Himesh Reshammiya in this beautiful track! #bewajah #harshvardhanrane #mawrahocane #himeshreshammiya #sanamterikasam Credits: Song: Bewajah Singer: Himesh Reshammiya Composer: Himesh Reshammiya Lyricist: Sameer Anjaan Lyrics: Yaadon ki qaid mein Geeraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil (x2) Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Yaadon ki qaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Kisi aur ko tu chaahe Kisi aur ko tu soche Iss dil ko nahi ye gawara hai Furqat ka sharara hai Kaisa angara hai Teri tishngi ne mujhe maara hai Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Rahe saath adhoorapan Chaahe main jahaan bhi rahoon Kahin sabr na mujhe aata hai Meri berang duniya mein Mere saath tera hona Mujhe raahat kyun de jaata hai Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Yaadon ki qaid mein Giraftaar ho gaya dil Darbadar ishq mein Taar taar ho gaya dil Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Bewajah nahi milna tera mera Rehnuma, rehnuma, rehnuma.. Au
Published 2025-02-12 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





