LIVEBedardi Balma Tujhko - Lata Mangeshkar - Arzoo [1965]
From the creator
Arzoo [1965] Stars Sadhana, Rajendra Kumar, and Feroz Khan. Directed by Ramanand Sagar. Music by Shankar Jaikishan. Movie: Arzoo Singer : Lata Mangeshkar Music : Shankar Jaikishan Lyrics: Hasrat Jaipuri Label : Saregama India Limited Year : 1965 For more updates Follow us on Facebook: http://www.facebook.com/Saregama For More Latest Videos log on & subscribe to our main channel http://www.youtube.com/saregamaindia Follow us on Twitter: https://twitter.com/saregamaglobal For Mobile download Visit : mobile.saregama.com Lyrics - bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai kabhi ham sath gujare jin sajili reh gujaro se fiza ke bhes me girte hain abb patte chanaro se yeh rahe yad karti hain, yeh gulshan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai koyi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai guman hota hai jaise tu mera daman hilata hai kabhi chuma tha jo tune wo daaman yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankho se wo sawan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai wo hi hain jhil ke mandar wo hi kirno ki barsaate jaha ham tum kiya karte the paharo pyar ki bate tujhe iss jheel ka kamosh darpan yad karta hai bedardi balma tujhko mera mann yad karta hai barasta hai jo aankh
Published 2014-05-26 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





