tubeshowcase●1,684,987 videos♡ My collection 0
← Music

Music04:20

Balam Pichkari 8K Full Video | Yeh Jawaani Hai Deewani | Pritam | Ranbir,Deepika |Non Stop Holi Song

T-Series ↗

From the creator

Presenting the 8K Full Video Holi Song "Balam Pichkari" from the film "Yeh Jawaani Hai Deewani". Starring Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapur & Kalki Koechlin. Credits: Song: Balam Pichkari Music: Pritam Chakraborty Singer: Vishal Dadlani, Shalmali Kholgade Lyrics: Amitabh Bhattacharya Movie: Yeh Jawaani Hai Deewani (2013) Director: Ayan Mukerji Cast: Ranbir Kapoor, Deepika Padukone, Aditya Roy Kapoor, Kalki Koechlin Music Label: T-Series Lyrics: Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh bole re zamana kharabi ho gayi Mere ang raja, jo tera rang laga Toh seedhi-saadi chhori sharabi ho gayi Itna maza, kyun aa raha hai Tune hawa mein bhaang milaya Itna maza, kyun aa raha hai Tune hawa mein bhaang milaya Dugna nasha, kyun ho raha hai Aankhon se meetha tune khilaya Ho teri malmal ki kurti gulabi ho gayi Manchali chaal kaise nawaabi ho gayi, toh? Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) Teri kalaai hai, haathon mein aayi hai Maine maroda toh lagti malaai hai Mehenga padega ye chaska malaai ka Upvaas karne mein teri bhalaai hai Ho bindiya teri mehtaabi ho gayi Dil ke armaanon mein behisaabi ho gayi Balam pichkari jo tune mujhe maari Toh seedhi saadi chhori sharaabi ho gayi Haa Jeans pahen ke jo tune maara thumka Toh lattoo padosan ki bhabhi ho gayi (x2) Kyun ‘no-vacancy’ ki, hothon pe gaali hai Jabki tere dil ka kamra toh khaali hai (kamra toh

Published 2026-02-28 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.

Keep exploring Music