01:41Badal Gayi Hai Yeh Duniya - Lyrical | Andolan | Sanjay Dutt, Govinda | Roop Kumar, Udit Narayan, 90s
From the creator
Step back in time with the nostalgic melody 'Badal Gayi Hai Yeh Duniya' from the 90s Bollywood film 'Andolan,' featuring the dynamic duo Sanjay Dutt and Govinda. Relive the magic of Roop Kumar Rathod and Udit Narayan's soulful voices as they bring to life the changing dynamics of the world. Stay updated with the latest videos from Tips Official, Subscribe on the below link. http://youtube.com/tipsofficial Song Details : Song : Badal Gayi Hai Yeh Duniya Movie: Andolan Singers: Roop Kumar Rathod, Udit Narayan Music: Nadeem-Shravan Lyricist: Sameer Lyrics: Badal Gayi Hai Yeh Duniya Badal Gaya Hai Zamana Badal Gayi Hai Yeh Duniya Badal Gaya Hai Zamana Ab Dushman Ban Gaya Hian Ab Dushman Ban Gaya Hain Mera Dost Woh Purana Badal Gayi Hai Yeh Duniya Badal Gaya Hai Zamana Bade Chote Chote The Sapne Hamare Bade Pyar Se Ho Rahe The Guzare Bada Khoobsurat Tha Mitti Ka Ghar Khuda Jane Kisne Laga Di Nazar Khuda Jane Kisne Laga Di Nazar Barbaad Ho Chuka Hain Barbaad Ho Chuka Hain Woh Ghar Woh Dar Thikana Badal Gayi Hai Yeh Duniya Badal Gaya Hai Zamana Dua Hain Usse Na Kabhi Gham Mile Jaha Jaaye Khushiyon Ka Mausam Mile Kabhi Na Woh Tanha Akela Rahe Safar Mein Baharon Ka Mela Rahe Safar Mein Baharo Ka Mela Rahe Hai Uske Dam Se Meri Hai Uske Dam Se Meri Saanson Ka Aana Jana Badal Gayi Hai Yeh Duniya Badal Gaya Hai Zamana Ab Dushman Ban Gaya Hian Ab Dushman Ban Gaya Hain Mera Dost Woh Purana Badal Gayi Hain Yeh Duniya Badal Gaya Hain Zamana Zara Pooch Le Mere Jazbaat Se Main Majboor Tha
Published 2024-02-22 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





