02:46Arjun kanungo | Zara Zara | Unplugged version | Unwind with MTV | Rehnaa Hai Tere Dil Mein
From the creator
Presenting to you one of the most loved song "Zara Zara" sung in the sensational voice of "Arjun Kanungo" Credits: Artist- Arjun Kanungo Composer- Arjun Kanungo Producer - Arjun Kanungo, Vole, Nemo Backing Vocal - Trisha June Rego, Vishnu Jampa, Anjanee Nikhila Mix & Master - P.A. Deepak. #ZaraZara #ArjunKanungo #SaregamaMusic #RehnaaHaiTereDilMein #MTVUnwind #RHTDM #UnpluggedSong Lyrics: Zara Zara Behekta Hai Mehekta Hain Aaj to Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj to Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa Yeh Doori Kehti Hain Paas Mere Aaja Re Yuhi Baras Baras Kaali Ghata Barse Hum Yaar Bheeg Jaay Is Chaahat Ki Baarish Mein Meri Khuyli Khuli Lato Ko Suljaaye Tu Apni Ungliyon Se Main To Hoon Isi Khwaayish Mein Sardi Ki Raaton Mein Hum Soye Rahe Ek Chaadar Mein Hum Dono Tanha Ho Na Koi Bhi Rahe Is Ghar Mein Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj to Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Aaja Re Aa Re Tadpaye Mujhe Teri Sabhi Baatein Ek Baar Ay Deewani Jhootha Hi Sahi Pyaar to Kar Main Bhooli Nahin Haseen Mulakaatein Bechain Karke Mujhko Mujhse Yun Na Pher Nazar Roothega Na Mujhse Mere Saathiyan Yeh Vaada Kar Tere Bina Mushkil Hain Jeena Mera Mere Dil Mein Zara Zara Behekta Hain Mehekta Hain Aaj to Mera Tan Badan Main Pyaasi Hoon Mujhe Bhar Le Apni Baahon Mein Hai Meri Kasam Tujhko Sanam Door Kahin Na Jaa
Published 2022-06-01 · Watch on YouTube ↗
Availability and playback restrictions are controlled by the original channel.





